SEARCH RESULTS
Showing search results for "kandhaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kandhaa"
Nazm
marhum aur mahrum
mai.n bojh kaa.ndho.n pe aise uThaa ke chaltaa huu.n
tumhaaraa jaise janaaza uThaa ke chaltaa thaa
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Fana bulandshahri
Sher
Munawwar Rana
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kandhaa"
Nazm
hinDola
mai.n kaa.ndhaa detaa rahaa apne jiite murde ko
ye sochtaa thaa ki ab kyaa karuu.n kahaa.n jaa.uu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
apne maa.n-baap ko kaa.ndhaa bhii nahii.n de paayaa
jo ye kahtaa thaa unhe.n saarii kamaa.ii duu.ngaa
Aalam Nizami
Ghazal
Wasim Nadir
Nazm
barkha-rut
Dhoro.n kaa hu.aa thaa haal patlaa
bailo.n ne diyaa thaa Daal kandhaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
piinas me.n guzarte hai.n jo kuuche se vo mere
kandhaa bhii kahaaro.n ko badalne nahii.n dete
Mirza Ghalib
Mazahiya
kaa.ndhe se kaa.ndhaa maar ke mah-vash nikal gayaa
uulaa se saanii sher kaa meter badal gayaa
Saghar Khayyami
Ghazal
us kii kaakul hai burii maan kahaa ai af.ii
dekhiyo us se tuu kaa.ndhaa na raga.D kar chalnaa