SEARCH RESULTS
Showing search results for "karailaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "karailaa"
Ghazal
ab ba.De logo.n se achchhaa.ii kii ummiid na kar
kaise mumkin hai karailaa ko.ii miiThaa kar le
Munawwar Rana
Mazahiya
dulhan ke saath na aayaa jahez to ye lagaa
khilaa.e jaise karailaa bhii ko.ii khiir ke saath
Zafar Kamali
PAGE MATCHES FOR "karailaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "karailaa"
Nazm
railiyan hi railiyan
ba.ad-e-aazaadii na.ii masruufiyat kaa dar khulaa
niim to hai niim hii us par karailaa bhii cha.Dhaa
Raza Naqvi Vahi
Ghazal
kanTh-maalaa us ke niklaa ho gayaa vo talKH-kaam
jo ki miiThaa aam thaa ka.Dvaa karailaa ho gayaa
Ata Lucknowi
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mujh ko chalne do akelaa hai abhii meraa safar
raasta rokaa gayaa to qaafila ho jaa.uu.ngaa
Waseem Barelvi
Nazm
jawab-e-shikwa
qaafila ho na sakegaa kabhii viiraa.n teraa
Gair yak-baa.ng-e-daraa kuchh nahii.n saamaa.n teraa



