SEARCH RESULTS
Showing search results for "kattar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kattar"
Sher
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Sher
asiiraan-e-qafas par zulm to sayyaad karte hai.n
ki un ke par katar lete hai.n tab aazaad karte hai.n
Mohammad Naazir Ali Naazir
Ghazal
tum siyaasat me.n ho jo chaahe nayaa karte raho
par katar ke in parindo.n ko rihaa karte raho
Abdul Waqar
Ghazal
mauj-e-havaa to ab ke ajab kaam kar ga.ii
u.Dte hu.e parindo.n ke par bhii katar ga.ii
Sheen Kaaf Nizam
PAGE MATCHES FOR "kattar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kattar"
Sher
par katar paa.ii jab na KHvaabo.n ke
ba.nd hii kar dii.n khi.Dkiyaa.n mai.n ne
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
dekho to dil-farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-paa
mauj-e-KHiraam-e-yaar bhii kyaa gul katar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ham se in a.ndhero.n ko kis liye shikaayat hai
ham to KHud charaaGo.n kii lau katar ke ro.e the
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
aisaa vo be-shumaar-o-qataar intizaar thaa
pahlii hii baar duusrii baar intizaar thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
fasl-e-bahaar jaane ye kyaa gul katar ga.ii
saaGar gulo.n kaa KHuun-e-anaadil se bhar ga.ii
Bebak Bhojpuri
Ghazal
katar ke jaal bhii sayyaad kii razaa ke baGair
tamaam umr na u.Dtii asiir aisii thii
Parveen Shakir
Ghazal
shab-e-firaaq me.n mire vo baal-o-par katar gayaa
parind us kii yaad kaa na.ii u.Daan bhar gayaa
Ayaz Rasool Nazki
Ghazal
chaahat tumhaarii siine pe kyaa gul katar ga.ii
kis KHush-saliiqagii se jigar chaak kar ga.ii
Rashid Aazar
Ghazal
kiyaa hai KHud hii giraa.n ziist kaa safar mai.n ne
katar liye the kabhii apne baal-o-par mai.n ne
Saeed Naqvi
Ghazal
Rizwanullah
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n mire par katar rahaa hai vo
mai.n jaantaa huu.n mire par katar ke ro.egaa
Zaheer Mushtaq Rana
Ghazal
kabhii qataar se baahar kabhii qataar ke biich
mai.n hijr-zaad hu.aa KHarch intizaar ke biich
Ejaz Gul
Ghazal
sair-e-aafaaq ho kyuu.n mashGala-e-fikr-o-nazar
kaash mere par-e-parvaaz katar de ko.ii
Tanveer Samani
Sher
sajda kahaa.n lagaa hai hamaarii jabiin kaa
charchaa hai phir falak pe tire dar-nashiin kaa














