SEARCH RESULTS
Showing search results for "khayaal-e-vasl"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khayaal-e-vasl"
MORE MATCHES FOR "khayaal-e-vasl"
Ghazal
mujh me.n hai maujuud parvaaz-e-'KHayaal'
mo'atabar huu.n mai.n bhii fankaaro.n ke biich
Rafique Khayal
Ghazal
laazim ye pesh-KHema-e-aafaat hai 'KHayaal'
bejaa jamaa nahii.n hai.n parinde alaap par
Rafique Khayal
Ghazal
ai 'KHayaal' apne iraado.n ko tavaanaa rakkho
muflisii aatii nahii.n hai kisii fankaar ke paas
Rafique Khayal
Ghazal
vaabasta tujh se azmat-e-sher-o-suKHan hu.ii
is baat ko bhii rakhnaa 'KHayaal' apne dhyaan me.n
Rafique Khayal
Ghazal
hai ma.arka-aaraa jo 'KHayaal' aaj ba-zaahir
rakhtaa hai pas-e-taish guzaarish kaa iraada
Rafique Khayal
Ghazal
ruuh me.n jazba-e-ulfat ko fuzuu.n paataa huu.n
jab KHayaal aataa hai mujh ko tirii ra.anaa.ii kaa
Rafique Khayal
Ghazal
jinhe.n KHabar hii nahii.n sharh-e-zindagii kyaa hai
vo mujrmo.n kii tarah qaid apne ghar me.n hai.n
Rafique Khayal
Ghazal
bahaar-e-nau ko janam de rahii thii vasl kii shab
ham aafiyat kii ruto.n me.n simaT ke dekhte kyaa
Rafique Khayal
Ghazal
ai 'KHayaal' aa.ina-e-husn-e-mujassam kii qasam
KHaak par baiTh ke mai.n saahab-e-aflaak hu.aa
Rafique Khayal
Ghazal
ko.ii bataa.e bahisht-e-KHayaal-e-vasl me.n bhii
‘azaab-e-hijr kii saa'at kahaa.n se aatii hai