SEARCH RESULTS
Showing search results for "khazaane"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khazaane"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Sher
Dhuu.nD uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khazaane"
Ghazal
maa.n baiTh ke taktii thii jahaa.n se miraa rasta
miTTii ke haTaate hii KHazaane nikal aa.e
Munawwar Rana
Sher
ik roz chhiin legii hamii.n se zamii.n hame.n
chhiine.nge kyaa zamii.n ke KHazaane zamii.n se ham
Saba Akbarabadi
Ghazal
talaash jin ko hamesha buzurg karte rahe
na jaane kaun sii duniyaa me.n vo KHazaane the
Aashufta Changezi
Nazm
o des se aane wale bata
naGmo.n ke KHazaane gholte hai.n
saavan ke rasiile giito.n se
Akhtar Shirani
Ghazal
kuchh parindo.n ko to bas do chaar daane chaahiye.n
kuchh ko lekin aasmaano.n ke KHazaane chaahiye.n
Rajesh Reddy
Nazm
abhi kuchh din lagenge
raat utregii
mirii be-nuur aa.nkho.n ke KHazaane me.n chhupe har KHvaab kii takmiil kar degii