SEARCH RESULTS
Showing search results for "khisak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khisak"
Ghazal
khisak bhii jaa.egii botal to pak.De jaa.e.nge rind
janaab-e-shaiKH lage aap kyuu.n qasam khaane
Bismil Azimabadi
Ghazal
Dar hai ki gir na jaa.e mohabbat kaa aashiyaa.n
miTTii khisak rahii hai mire e'tibaar kii
Ibrahim Ali Zeeshan
Nazm
jashn-e-azadi
haadsa kar ke khisak jaa.o ki tum aazaad ho
dhar liye jaa.o to fauran ''makmakaanaa'' chaahiye
Sarfaraz Shahid
Ghazal
vaa.iz ye gulistaa.n ye bahaare.n ye ghaTaa.e.n
saaGar ko.ii aise me.n khanak jaa.e to kyaa ho
Shauq Bahraichi
Ghazal
mahsuus kar rahii hai zamii.n apne sar pe bojh
miTTii khisak ke girne lagii hai chaTaan se
Sanjay Mishra Shauq
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khisak"
Nazm
main kuchh bhi kah na paya
jab mai.n khisak na paayaa
lahraayaa us ne ko.Daa
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
diwar se guftugu
ye sarak rahii hai machaan kyuu.n
ye khisak rahe hai.n makaan kyuu.n
Mahboob Khizan
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
Saba Shah
Ghazal
diivaar se go ii.nT khisak kar pa.Dii sar par
sad-shukr ki rauzan ko.ii zindaa.n me.n khulaa hai
Fakhr Zaman
Mazahiya
saahab sa.nbhaalo sar se dupaTTa khisak gayaa
lo paa.incha ulajh gayaa maqna.a sarak gayaa
Zareef Lakhnavi
Ghazal
jab se gunaah chho.D diye sab khisak ga.e
ab ko.ii meraa dost nahii.n ham-nashii.n nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
ruuThne lagtii hai jab mujh se mohabbat merii
mere baazuu se ye taa'viiz khisak jaatii hai













