SEARCH RESULTS
Showing search results for "kiimiyaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kiimiyaa"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ho be-niyaaz-e-asar bhii kabhii tirii miTTii
vo kiimiyaa hii sahii rah ga.ii kasar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dil raakh ho chukaa to chamak aur ba.Dh ga.ii
ye terii yaad thii ki amal kiimiyaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kiimiyaa"
Nazm
chaara-gar
nusKHa-e-kiimiyaa-e-mohabbat bhii hai
kuchh ilaaj o mudaavaa-e-ulfat bhii hai
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
dil-e-bedaar faaruuqii dil-e-bedaar karraarii
mis-e-aadam ke haq me.n kiimiyaa hai dil kii bedaarii
Allama Iqbal
Ghazal
tumhaare naam pe jis aag me.n jalaa.e ga.e
vo aag phuul hai vo kiimiyaa hamaare liye
Obaidullah Aleem
Ghazal
'haatim' tuu go ki KHaak hu.aa kiimiyaa kahaa.n
honaa vahii jo KHaak se iksiir hu.iye
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
gard-o-Gubaar-e-hastii-e-faanii u.Daa diyaa
ai kiimiyaa-e-ishq mujhe kyaa banaa diyaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ye kiimiyaa-garii mirii apnii hai is liye
mai.n raakh hii samajhtaa huu.n sone ke baavajuud
Zafar Iqbal
Ghazal
nahii.n hai kam zar-e-KHaalis se zardi-e-ruKHsaar
tum apne ishq ko ai 'zauq' kiimiyaa samjho



