SEARCH RESULTS
Showing search results for "kotaahi-e-parvaaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kotaahi-e-parvaaz"
Ghazal
mirii manzil hai jab arsh-e-mua.allaa
to phir kotaahi-e-parvaaz kyo.n hai
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
kaun asiir-e-Gam-e-kotaahii-e-parvaaz nahii.n
kis ne sayyaad kii be-baal-o-parii dekhii hai
Anwar Moazzam
Ghazal
pahle kaaGaz aa.nsu.o.n se nam kiyaa 'parvaaz' ne
phir adaa-e-KHaas se tujh ko Gazal Dhuu.nDaa gayaa
Vijendra Singh Parwaz
MORE MATCHES FOR "kotaahi-e-parvaaz"
Ghazal
KHud apnaa qafas ban ga.ii kotaahi-e-parvaaz
kuchh duur nahii.n varna jahaan-e-mah-o-KHurshiid
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
junuu.n pe faash hai sirr-e-hayaat ai 'parvaaz'
Gariib 'aql bhalaa zindagii ko kyaa jaane
Shahryar Parwaz
Ghazal
Naseer Parwaz
Ghazal
mai.n KHud hii dard se daaman bachaa ke guzraa huu.n
vagarna ziist ko parvaaz-e-Gam zaruur mile
Naseer Parwaz
Ghazal
haa.n ba-fazl-e-ta.aalaa hai.n 'parvaaz' ke
zehn-o-dil aa.ina jism-o-jaa.n aa.ina
Mujeeb Parwaz
Ghazal
aasmaan-e-mohabbat pe u.Dtaa phiruu.n
mujh ko 'parvaaz' lag jaa.e.n par pyaar ke
Mujeeb Parwaz
Ghazal
jahaan-e-sher-o-Gazal mere naam likh 'parvaaz'
gudaaz-e-ramz-o-kinaayaat le ke aayaa huu.n
Naseer Parwaz
Ghazal
zavaal-e-zaat to 'parvaaz' sab kii qismat hai
yaqiin-e-dil ko magar be-sabaat mat karnaa