SEARCH RESULTS
Showing search results for "kotaahi-e-parvaaz"
Ghazal MATCHES FOR "kotaahi-e-parvaaz"
Ghazal
mirii manzil hai jab arsh-e-mua.allaa
to phir kotaahi-e-parvaaz kyo.n hai
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
kaun asiir-e-Gam-e-kotaahii-e-parvaaz nahii.n
kis ne sayyaad kii be-baal-o-parii dekhii hai
Anwar Moazzam
Ghazal
pahle kaaGaz aa.nsu.o.n se nam kiyaa 'parvaaz' ne
phir adaa-e-KHaas se tujh ko Gazal Dhuu.nDaa gayaa
Vijendra Singh Parwaz
Ghazal
intizaar kaa aalam kyaa bataa.uu.n ai parvaaz
chau.nk chau.nk uThtaa huu.n saa.ns kii sadaa.o.n se
Naseer Parwaz
Ghazal
KHud apnaa qafas ban ga.ii kotaahi-e-parvaaz
kuchh duur nahii.n varna jahaan-e-mah-o-KHurshiid
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
junuu.n pe faash hai sirr-e-hayaat ai 'parvaaz'
Gariib 'aql bhalaa zindagii ko kyaa jaane
Shahryar Parwaz
Ghazal
Naseer Parwaz
Ghazal
mai.n KHud hii dard se daaman bachaa ke guzraa huu.n
vagarna ziist ko parvaaz-e-Gam zaruur mile
Naseer Parwaz
Ghazal
haa.n ba-fazl-e-ta.aalaa hai.n 'parvaaz' ke
zehn-o-dil aa.ina jism-o-jaa.n aa.ina
Mujeeb Parwaz
Ghazal
aasmaan-e-mohabbat pe u.Dtaa phiruu.n
mujh ko 'parvaaz' lag jaa.e.n par pyaar ke
Mujeeb Parwaz
Ghazal
jahaan-e-sher-o-Gazal mere naam likh 'parvaaz'
gudaaz-e-ramz-o-kinaayaat le ke aayaa huu.n
Naseer Parwaz
Ghazal
zavaal-e-zaat to 'parvaaz' sab kii qismat hai
yaqiin-e-dil ko magar be-sabaat mat karnaa
Naseer Parwaz
Ghazal
aaj us paikar-e-ra.ngii.n se milaa huu.n 'parvaaz'
jis ke daaman se fazaa saarii mahak jaatii hai
Altaf Parwaz
Ghazal
dhu.aa.n dhu.aa.n sii fazaa shahr-e-dil kii hai 'parvaaz'
na.e charaaG jalaane kaa intizaam kare.n
Altaf Parwaz
Ghazal
jism-e-qirtaas pe ik bojh lage.n jo 'parvaaz'
dastaKHat ke vo a.nguuThe nahii.n achchhe lagte