SEARCH RESULTS
Showing search results for "kuffaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kuffaar"
Nazm
shikwa
to.De maKHluuq KHudaa-vando.n ke paikar kis ne
kaaT kar rakh diye kuffaar ke lashkar kis ne
Allama Iqbal
Nazm
ghaddar
haakim-o-sipah-saalaar-o-ashraafiya
ke ishaaro.n pe na naachne vaale kuffaar hai.n
Atif tauqeer
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "kuffaar"
MORE MATCHES FOR "kuffaar"
Nazm
KHakam-ba-dahan
kuffaar hai.n bad-KHuu
zindiiq hai.n mal.uun hai.n bante hai.n musalmaa.n
Fahmida Riaz
Ghazal
garche pesh-e-taaq-e-abruu-e-sanam gesuu nahii.n
kaa'ba par narGa hu.aa hai lashkar-e-kuffaar kaa
Haidar Ali Aatish
Nazm
siyasi bengan
muslim se tanaffur aur kuffaar se yaaraana
aaKHir ye qalaa-baazii kyuu.n khaa ga.e maulaanaa
Zareef Lakhnavi
Ghazal
aise zaahid kii qayaadat me.n to tauba tauba
kabhii iimaan kii baate.n kabhii kuffaar ke biich
Adeel Zaidi
Ghazal
zulfo.n ke tasarruf me.n hai be-vaj.h ruKH-e-yaar
kuffaar kaa kaabe se amal jaa.e to achchhaa
Shah Naseer
Ghazal
vo log paasbaan-e-haram ho na paa.e.nge
jo bhaagte hai.n lashkar-e-kuffaar dekh kar
Parvez Anjum
Ghazal
raah se dair-o-haram kii hai jo kuu-e-yaar me.n
hai vahii dii.n-daar gar kuffaar aataa hai nazar
Miskeen Shah
Translated Poetry
Maulana Jalaluddin Rumi
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
sajda tumhe.n kar baiThe.nge kuffaar-o-musalmaa.n
ab ke bhii agar aa.oge is shaan se baahar