SEARCH RESULTS
Showing search results for "kuffaar"
Ghazal MATCHES FOR "kuffaar"
Ghazal
Khalid Yusuf
Ghazal
garche pesh-e-taaq-e-abruu-e-sanam gesuu nahii.n
kaa'ba par narGa hu.aa hai lashkar-e-kuffaar kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aise zaahid kii qayaadat me.n to tauba tauba
kabhii iimaan kii baate.n kabhii kuffaar ke biich
Adeel Zaidi
Ghazal
zulfo.n ke tasarruf me.n hai be-vaj.h ruKH-e-yaar
kuffaar kaa kaabe se amal jaa.e to achchhaa
Shah Naseer
Ghazal
vo log paasbaan-e-haram ho na paa.e.nge
jo bhaagte hai.n lashkar-e-kuffaar dekh kar
Parvez Anjum
Ghazal
raah se dair-o-haram kii hai jo kuu-e-yaar me.n
hai vahii dii.n-daar gar kuffaar aataa hai nazar
Miskeen Shah
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
sajda tumhe.n kar baiThe.nge kuffaar-o-musalmaa.n
ab ke bhii agar aa.oge is shaan se baahar
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
aap gardaa.n hai.n haram me.n ham hariim-e-yaar me.n
farq kyaa hai shaiKH saahib momin-o-kuffaar me.n
Sada Ambalvi
Ghazal
hashr tak ho.nge na kuffaar se diin-daar judaa
kahii.n tasbiih se hotii nahii.n zunnaar judaa
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
ishq me.n zillat hu.ii KHiffat hu.ii tohmat hu.ii
aaKHir aaKHir jaan dii yaaro.n ne ye sohbat hu.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Gaflat-mataa-e-kaffa-e-miizaan-e-adl huu.n
yaa rab hisaab-e-saKHti-e-KHvaab-e-giraa.n na puuchh
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
juz zulf suujhtaa nahii.n ai murG-e-dil tujhe
KHuffaash tuu nahii.n hai ki zulmat-parast hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
samaa.ii jaatii hai.n dil me.n vo kufr-baar aa.nkhe.n
ye but-kade mire ka.abe pe chhaa.e jaate hai.n