SEARCH RESULTS
Showing search results for "kushaada"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kushaada"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kushaada"
Ghazal
kuchh apne dost bhii tarkash-ba-dosh phirte hai.n
kuchh apnaa dil bhii kushaada hai kyaa kiyaa jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
kushaada dast-e-karam jab vo be-niyaaz kare
niyaaz-mand na kyuu.n aajizii pe naaz kare
Allama Iqbal
Sher
kushaada dast-e-karam jab vo be-niyaaz kare
niyaaz-mand na kyuu.n aajizii pe naaz kare
Allama Iqbal
Ghazal
kuchh to vo husn pashemaa.n hai jafaa par apnii
aur kuchh us ke liye dil thaa kushaada yuu.n bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
Hasan Abbas Raza
Ghazal
Gam-e-jahaa.n ho Gam-e-yaar ho ki tiir-e-sitam
jo aa.e aa.e ki ham dil kushaada rakhte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Sher
mat baiTh aashiyaa.n me.n paro.n ko sameT kar
kar hausla kushaada fazaa me.n u.Daan kaa