SEARCH RESULTS
Showing search results for "kutiyaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kutiyaa"
Nazm
ek aarzu
bijlii chamak ke un ko kuTiyaa mirii dikhaa de
jab aasmaa.n pe har suu baadal ghiraa hu.aa ho
Allama Iqbal
Nazm
sab maya hai
jab dekh liyaa har shaKHs yahaa.n harjaa.ii hai
is shahr se duur ik kuTiyaa ham ne banaa.ii hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
aurat
kuTiyaa me.n tiraa piichhaa Gurbat ne nahii.n chho.Daa
aur mahl-saraa me.n bhii zardaar ne dil to.Daa
Habib Jalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kutiyaa"
Ghazal
kuTiyaa me.n kaun aa.egaa is tiirgii ke saath
ab ye kivaa.D band karo KHaamushii ke saath
Kaif Bhopali
Ghazal
jis diipak ko haath lagaa do jale.n hazaaro.n saal
jis kuTiyaa me.n raat bitaa do taaj-mahal ho jaa.e
Qaisarul Jafri
Nazm
nur-jahan ka mazar
aisii kisii jogan kii bhii kuTiyaa nahii.n hotii
hotii ho magar yuu.n sar-e-sahraa nahii.n hotii
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
kuTiyaa to alag saaya-e-diivaar nahii.n hai
har raah hai viiraan kahaa.n raat guzaaruu.n
Ishrat Kiratpuri
Ghazal
Daale rahe.n basere KHvaabo.n bhare a.ndhere
mahlo.n kii aas rakkho kuTiyaa ke paT na kholo
Khalid Ahmad
Nazm
dilli ki galiyan tin manzar
hariijan bastii kii kuTiyaa me.n
KHuun se lat-pat lahuuluhaan
Akhtarul Iman
Ghazal
Muzaffar Hanfi
Ghazal
kuTiyaa me.n rah rahaa thaa ka.ii saal se jo shaKHs
thaa ishq naam jis kaa qalandar kahaa.n gayaa



