SEARCH RESULTS
Showing search results for "ladne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ladne"
Sher
saahil ke sukuu.n se kise inkaar hai lekin
tuufaan se la.Dne me.n mazaa aur hii kuchh hai
Aale Ahmad Suroor
Sher
la.Dne ko dil jo chaahe to aa.nkhe.n la.Daa.iye
ho ja.ng bhii agar to mazedaar ja.ng ho
Lala Madhav Ram Jauhar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ladne"
Nazm
mazduron ka git
par la.Dne par majbuur hai.n ham
mazduur hai.n ham mazduur hai.n ham
Asrarul Haq Majaz
Nazm
chand nasihaten
sab buraa kahte hai.n la.Dne ko burii aadat hai ye
saath ke la.Dke jo ho.n un se rifaaqat chaahiye
Allama Iqbal
Ghazal
Faragh Rohvi
Ghazal
aaKHirii jang mai.n la.Dne ke liye niklaa huu.n
phir rahe yaa na rahe teraa divaana aanaa
Mubarik Siddiqi
Ghazal
Obaidur Rahman
Sher
Divakar Rahi
Sher
Hatim Ali Mehr
Ghazal
dard dil kyaa hai khulaa aaj tire la.Dne par
tujh se itnii thii mohabbat mujhe maa'luum na thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tuufaan se la.Dne kaa saliiqa hai zaruurii
ham Duubne vaalo.n kii himaayat nahii.n karte
Naseem Nikhat
Ghazal
Abbas Dana
Ghazal
la.Dne ko dil jo chaahe to aa.nkhe.n la.Daa.iye
ho ja.ng bhii agar to mazedaar ja.ng ho
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
miraa daa.nt hai tere ho.nTo.n pe mat puuchh
kahuu.ngaa to la.Dne ko tayyaar hogaa
Meer Taqi Meer
Mazahiya
mabaahis me.n yuu.n garm-guftaar hai.n sab
ki bas la.Dne marne ko tayyaar hai.n sab
Syed Zameer Jafri
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
sab sar-phirii havaa.o.n ko dushman banaa liyaa
raushan hu.e the la.Dne ko ik tiirgii se ham


