SEARCH RESULTS
Showing search results for "lait-o-la.al"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lait-o-la.al"
Ghazal
Nazm Tabatabai
Nazm
nashat-e-umid
bhaatii hai sab ko tirii lait-o-la.al
tuu ne kahaa.n siikhii hai ye aaj kal
Altaf Hussain Hali
Sher
aataa hai to aa va.ada-faraamosh vagarna
har roz kaa ye lait-o-la.al jaa.e to achchhaa
Shah Naseer
Ghazal
us kii taraf se to ko.ii lait-o-la.al nahii.n
lekin hame.n hii ishq vaGaira na aave hai
Rustam Nami
Kulliyat
jii gayaa 'miir' kaa is lait-o-la.al me.n lekin
na gayaa zulm hii teraa na bahaana hii gayaa
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "lait-o-la.al"
Ghazal
ab roz kii tarah tuu na yuu.n lait-o-la.al kar
kar dar-guzar gunaah tuu musbat javaab de
Shamsa Najm
Kulliyat
raat daaruu piijiye Gairo.n me.n be-lait-o-la.al
yaa.n sahar sar dukhne kaa ham se bahaana kiijiye
Meer Taqi Meer
Ghazal
'raahii' abhii to shaam kii surKHii bujhii nahii.n
zid kar na lait-o-la.al na kar ab bhii lauT jaa
Ejaz Rahi
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
la.al-o-gauhar se bharaa KHud hai saraapaa teraa
KHvaahish-e-la.al-o-aqiiq-e-yamanii KHuub nahii.n
Chandu Lal Bahadur Shadan
Ghazal
naa-shanaaso.n kii tahsii.n rang laa.ii hai kyaa kyaa
ko.ile bhii ab laal-e-shab-charaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Gusse se laal ho gayaa suuraj ye dekh kar
shabnam ulajh rahii thii nasiim-e-sahar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aayaa jo sharh-e-la.al-e-lab-e-yaar kaa KHayaal
jhanDaa qalam kaa apne badaKHshaa.n me.n ga.D gayaa