SEARCH RESULTS
Showing search results for "lan-taraaniyaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lan-taraaniyaa.n"
Ghazal
Zaheen Shah Taji
Ghazal
sun kar jalaa huu.n tuur saa muusaa kamar miyaa.n
firaunii-e-raqiib o tirii lan-taraaniyaa.n
Wali Uzlat
Ghazal
parde se mat sunaa.o mujhe lan-taraaniyaa.n
muusaa-sifat hai.n taalib-e-diidaar bhii nahii.n
Shah Akbar Danapuri
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
lan-taraaniyaa.n maarnaa
लन-तरानियाँ मारनाلَنْ تَرانِیاں مارْنا
شیخیاں بگھارنا ، ڈینگیں مارنا ، تعلّیاں کرنا .
MORE MATCHES FOR "lan-taraaniyaa.n"
Ghazal
ham ahl-e-Gam bhii rakhte hai.n jaaduu-bayaaniyaa.n
ye aur baat hai ki sunii.n lan-taraaniyaa.n
Khalilur Rahman Azmi
Mazahiya
ye lan-taraaniyaa.n na hu.ii.n duusre se hazm
ho.nT is ke kaa.npne lage aayaa jabii.n pe bal
Raza Naqvi Vahi
Ghazal
misl-e-kaliim kaun sune lan-taraaniyaa.n
mere liye kashish hii kahaa.n koh-e-tuur me.n
Ameen Hazin
Ghazal
hai.n vatan-farosho.n me.n lan-taraaniyaa.n kitnii
aur ham ki baiThe hai.n sii ke apne lab tanhaa
Hairat bin Wahid
Ghazal
suniye to shaiKH jii kii zaraa lan-taraaniyaa.n
huuro.n kaa zikr-e-KHair hai jannat kii baat hai
Talib Dehlavi
Ghazal
o barq-e-tuur taa-ba-kujaa lan-taraaniyaa.n
pathraa ga.ii.n hai.n aa.nkhe.n mire intizaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
mujh se to lan-taraaniyaa.n us ne kabhii na kii.n
muusii javaab de na sake jis kii baat kaa
Agha Hajju Sharaf
Nazm
sach
jhuuT ahd-e-kuhna kii dabiiz lan-taraaniyaa.n
jhuuT is liye ki sach kaa duur tak pata nahii.n
Abrarul Hasan
Ghazal
husn-e-nazara-soz kii hai.n lan-taraaniyaa.n
armaan-e-diid muusii-e-imraa.n nikaaliye