SEARCH RESULTS
Showing search results for "maasiyat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maasiyat"
Ghazal
ifraat-e-ma.asiyat se faziilat milii mujhe
mai.n huu.n gunaahgaaro.n kii pahlii qataar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
kaise hisaab jo.Duu.n a.amaal-e-ma.asiyat kaa
jab us kii shaan-e-rahmat gintii me.n bhuul Daale
Muztar Khairabadi
PAGE MATCHES FOR "maasiyat"
Collection
Marsiya
Handpicked collections of Marsiya.
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maasiyat"
Ghazal
ik adaa ma.asuumiyat aur ek tohmat ma.asiyat
kab talak bachte rahe.nge ham kidhar jaa.e.nge aap
Irtiza Nishat
Sher
taufiiq jin ko ma.asiyat-e-ishq kii nahii.n
ai rahmat-e-tamaam gunahgaar vo bhii hai.n
Masood Akhtar Jamal
Ghazal
Shaukat Thanvi
Nazm
tawaif
tere har Gamze kii tah me.n hai banaavaT kaa shikva
jis ke aage sar-ba-sajda ma.asiyat ke dasht-o-koh
Mahirul Qadri
Nazm
ganga
be-laus teraa daaman hai daaG-e-ma.asiyat se
mauzuu.n hai tere qad par malbuus-e-paarsaa.ii
Suroor Jahanabadi
Ghazal
phir haram me.n ho rahaa hai imtihaan-e-ahl-e-dil
sajda-haa-e-ma.asiyat le aa.uu.n but-KHaane se kyaa
Shaukat Thanvi
Ghazal
ai 'daaG' ko.ii mujh saa na hogaa gunaahgaar
hai ma.asiyat se merii jahannam azaab me.n







