SEARCH RESULTS
Showing search results for "machal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "machal"
Sher
aap pahluu me.n jo baiThe.n to sambhal kar baiThe.n
dil-e-betaab ko aadat hai machal jaane kii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
jab tujhe yaad kar liyaa sub.h mahak mahak uThii
jab tiraa Gam jagaa liyaa raat machal machal ga.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tamannaa phir machal jaa.e agar tum milne aa jaa.o
ye mausam bhii badal jaa.e agar tum milne aa jaa.o
Javed Akhtar
PAGE MATCHES FOR "machal"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "machal"
Sher
shaam aa.e aur ghar ke liye dil machal uThe
shaam aa.e aur dil ke liye ko.ii ghar na ho
Akhtar Usman
Nazm
teri aawaz
aur ye ruuh jo tere liye bechain sii hai
giit ban kar tire ho.nTo.n pe machal jaa.egii
Sahir Ludhianvi
Sher
phuul khile hai.n likhaa hu.aa hai to.Do mat
aur machal kar jii kahtaa hai chho.Do mat
Ameeq Hanafi
Nazm
bahut dinon ki baat hai
na jaane kyuu.n machal pa.Daa
mai.n apne ghar se chal pa.Daa
Salam Machhli shahri
Ghazal
taras rahe hai.n javaa.n phuul ho.nT chhuune ko
machal machal ke havaa.e.n bulaa rahii hai.n tumhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
dekhaa jo husn-e-yaar tabii.at machal ga.ii
aa.nkho.n kaa thaa qusuur chhurii dil pe chal ga.ii