SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahkuum"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mahkuum"
Nazm
KHizr-e-rah
naujavaa.n aqvaam-e-nau-daulat ke hai.n pairaaya-posh
garche askandar rahaa mahruum-e-aab-e-zindagii
Allama Iqbal
Ghazal
Jigar Moradabadi
PAGE MATCHES FOR "mahkuum"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mahkuum"
Ghazal
dil kaa gulaab mai.n ne jise chuum kar diyaa
us ne mujhe bahaar se mahruum kar diyaa
Anjum Barabankvi
Nazm
main jinsi khel ko sirf ek tan-asani samajhta hun
mirii ruuh-e-hazii.n mahkuum hai apne ta.assur kii
zariiya aur hai ma.abuud se milne kaa duniyaa me.n
Meeraji
Ghazal
ek maKHluuq ko jhuknaa thaa mire qadmo.n par
mere mahkuum farishte mujhe vaapas kar de
Fay Seen Ejaz
Nazm
garm ho jata hai jab mahkum qaumon ka lahu
گرم ہو جاتا ہے جب محکوم قوموں کا لہو
تھرتھراتا ہے جہان چار سوے و رنگ و بو
Allama Iqbal
Nazm
jadid-tar
tujh se ik umr kaa paimaa.n thaa magar meraa nasiib
inqilaabaat kaa mahkuum hu.aa jaataa hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
mahkuum banaa letaa bashar arz-o-samaa ko
lekin vo kare kyaa use maqduur nahii.n hai
Naaz Muradabadi
Ghazal
mohtasib sach sach bataa KHalvat me.n kyaa saudaa hu.aa
mudda.ii insaaf se mahruum kaise ho gayaa
Qasim Jalal
Nazm
kashmir
aaj mahkuum nigaaho.n ko jalaal aayaa hai
raakh kii god me.n palte hai.n sharaare dekho
Akhtar Payami
Ghazal
kaaGaz qalam kitaab se mahruum ho ga.e
ham jiite jii jahaan me.n marhuum ho ga.e
Abdussamad Khan Qaiser
Nazm
aadmi
ye kahii.n haakim kahii.n mahkuum hai
ye kahii.n zaalim kahii.n mazluum hai












