SEARCH RESULTS
Showing search results for "manaazil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "manaazil"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
is KHaak kii satvat kii manaazil ke na.e KHvaab
yaa siina-e-giitii me.n na.e dil ke na.e KHvaab
Noon Meem Rashid
Ghazal
kahaa.n manaazil-e-hastii kahaa.n ham ahl-e-fanaa
abhii kuchh aur ye tohmat uThaa.e jaate hai.n
Jigar Moradabadi
PAGE MATCHES FOR "manaazil"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "manaazil"
Nazm
tifli ke KHwab
aazaad ho ke kashmakash-e-ilm se kabhii
aashuftagaan-e-ishq kii manzil me.n ham bhii ho.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ehsaas kii vaadii me.n ko.ii saut na suurat
ye manzil-e-irfaan tak aane kaa sila hai
Shamim Hanafi
Nazm
harf-e-aKHir
guzishta daur kii tahziib kii manaazil ko
javaan maa.n kii tarah god me.n sulaa.e hu.e
Ali Sardar Jafri
Ghazal
mire KHizr ke qadam hai.n mujhe mash.al-e-manaazil
mire diida-e-talab me.n hai nigaah-e-mujrimaana
Ehsan Danish
Ghazal
tuu chhuu sakegaa bulandii kii kin manaazil ko
ye faisla tirii pahlii u.Daan se hogaa
Taimur Hasan
Ghazal
KHudaa kare na thake.n hashr tak junuu.n ke paa.nv
abhii manaazil-e-ranj-o-mehan kuchh aur bhii hai.n
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
kitnii manaazil tai kar aayaa meraa shauq-e-niyaaz
ai nazro.n se chhupne vaale ab to de aavaaz