SEARCH RESULTS
Showing search results for "manaazil"
Ghazal MATCHES FOR "manaazil"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
kahaa.n manaazil-e-hastii kahaa.n ham ahl-e-fanaa
abhii kuchh aur ye tohmat uThaa.e jaate hai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
ehsaas kii vaadii me.n ko.ii saut na suurat
ye manzil-e-irfaan tak aane kaa sila hai
Shamim Hanafi
Ghazal
mire KHizr ke qadam hai.n mujhe mash.al-e-manaazil
mire diida-e-talab me.n hai nigaah-e-mujrimaana
Ehsan Danish
Ghazal
tuu chhuu sakegaa bulandii kii kin manaazil ko
ye faisla tirii pahlii u.Daan se hogaa
Taimur Hasan
Ghazal
KHudaa kare na thake.n hashr tak junuu.n ke paa.nv
abhii manaazil-e-ranj-o-mehan kuchh aur bhii hai.n
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
kitnii manaazil tai kar aayaa meraa shauq-e-niyaaz
ai nazro.n se chhupne vaale ab to de aavaaz
Jagan Nath Azad
Ghazal
Rafique Khayal
Ghazal
Wasif Dehlvi
Ghazal
kyuu.n-kar kare na har-dam qat-e-manaazil-e-umr
teG-e-zabaa.n se apnii chaalaak zindagii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tai karke zamaane me.n taraqqii ke manaazil
kyaa baat hai ham log pareshaan bahut hai.n
Tarab Siddiqi
Ghazal
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
Ram Parkash Rahi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
rahravaan-e-daanish kii zindagii bataatii hai
kaam kin manaazil me.n aagahii nahii.n aa.ii
Salam Machhli shahri
Ghazal
jo raahato.n kii manaazil se ham-kanaar kare
vo rahnumaa vo qayaadat talaash kartaa huu.n