SEARCH RESULTS
Showing search results for "manaazil"
Nazm MATCHES FOR "manaazil"
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
is KHaak kii satvat kii manaazil ke na.e KHvaab
yaa siina-e-giitii me.n na.e dil ke na.e KHvaab
Noon Meem Rashid
Nazm
tifli ke KHwab
aazaad ho ke kashmakash-e-ilm se kabhii
aashuftagaan-e-ishq kii manzil me.n ham bhii ho.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
harf-e-aKHir
guzishta daur kii tahziib kii manaazil ko
javaan maa.n kii tarah god me.n sulaa.e hu.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
zaban se nafrat kyun
zabaan manaazil-e-tahziib kii kahaanii hai
zabaan bahte hu.e vaqt kii ravaanii hai
Nazish Partap Gadhi
Nazm
bahut hai ek nazar
tamaam tiira manaazil se mai.n guzar jaa.uu.n
jo ek sham-e-mohabbat jale to kyaa kam hai!
Baqar Mehdi
Nazm
agar qarib se dekho
na kaarvaa.n na manaazil na rahguzar na safar
hayaat jaise kha.Daa ho ko.ii shajar tanhaa
Chandrabhan Khayal
Nazm
ek KHayal ki rau mein
tamaam aise musaafiro.n ke havaale kar de
ki jo manaazil kii chaah dil me.n liye shitaabii se
Mohammad Ahmad
Nazm
basant ki aamad
jaada-paimaa.ii manaazil kaa ravaa.n hone lage
munjamid dariyaa.o.n ke paanii ravaa.n hone lage
Mela Ram Wafa
Nazm
rauzan-e-hijr
duur-uftaada manaazil kaa pata dete hai.n
phir jhulastaa hu.aa suuraj bhii sukuu.n detaa hai
Kamran Nafees
Nazm
ghulami aasmanon se nahin utri
raasto.n ko chho.D kar
apnii manaazil apne raste KHud banaa.e.nge
Shoaib Kiani
Nazm
dawat-e-nazar
aisii vahdat pe na ho kis liye kasrat shaidaa
ek manzil se hai.n haftaa-o-manaazil paidaa
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
shikwa
manzil-e-dahr se uu.nTo.n ke hudii-KHvaan ga.e
apnii baGlo.n me.n dabaa.e hu.e qur.aan ga.e
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
hayaat o maut ke pur-haul KHaarzaaro.n se
na ko.ii jaada-e-manzil na raushnii kaa suraaG
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujhse pahle
phir bhii maazii kaa KHayaal aataa hai gaahe-gaahe
muddate.n dard kii lau kam to nahii.n kar saktii.n