SEARCH RESULTS
Showing search results for "manzilo"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "manzilo"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
falak ke dasht me.n taaro.n kii aaKHirii manzil
kahii.n to hogaa shab-e-sust-mauj kaa saahil
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
manzilo tum hii kuchh aage kii taraf ba.Dh jaa.o
raasta kam hai mire paa.nv ko chalne ke liye
Shakeel Azmi
Nazm
teri yaad
apnii ruuThii hu.ii taqdiir ke Gam-KHvaaro.n me.n
apne ham-manzil-o-ham-raasta fankaaro.n me.n
Waseem Barelvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "manzilo"
Ghazal
manzil-o-samt-e-safar se be-KHabar naa-aashnaa
ham-safar mujh ko milaa kaisaa safar naa-aashnaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
manzil-o-raah me.n kabhii itnaa to faasla na thaa
raahbaro KHataa-mu.aaf ye ko.ii raahbarii nahii.n
Nazeer Siddiqui
Ghazal
ik aisaa safar bhii thaa mirii raah me.n aaya
be-manzil-o-maqsad thaa magar mai.n ne kiyaa hai
Abida Karamat
Ghazal
vo saare KHeme lagaataa hai phir ukhaa.Dtaa hai
saraab-e-manzil-o-aasaar me.n hai saath mire
Khalid Karrar
Nazm
sanbhaala
aur ro-ro ke bataayaa ki masarrat kaisii
manzil-o-jaada hai.n kyaa aur masaafat kaisii
Alimullah Hali
Ghazal
manzil-o-kaarvaa.n ke the hii nahii.n
ham jahaa.n hai.n vahaa.n ke the hii nahii.n


