SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqaamii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maqaamii"
Nazm
jawab-e-shikwa
kisii yakjaa.ii se ab ahd-e-Gulaamii kar lo
millat-e-ahmad-e-mursil ko maqaamii kar lo
Allama Iqbal
Ghazal
qais saahab kis liye bhaTke.nge najd-e-shauq me.n
mil hii jaa.egaa ko.ii ham saa maqaamii aadmii
Aftab Hussain
Ghazal
kyaa jaaniye kyaa hai mirii meraaj-e-maqaamii
aalam to hai sirf ik mirii uftaad kaa aalam
Jigar Moradabadi
MORE MATCHES FOR "maqaamii"
Mazahiya
rahuu.n aazaad na ho qaid-e-maqaamii maalik
dil badalnaa ho miraa shaGl-e-davaamii maalik
Asrar jamayee
Mazahiya
hazrat-e-iqbaal kaa shaahii.n to ham se u.D chukaa
ab ko.ii apnaa maqaamii jaanvar paidaa karo
Syed Zameer Jafri
Nazm
sabza-e-begana
maqaamii chhoTe se KHairaatii aspataal me.n vo
kahii.n se laayaa gayaa thaa vahaa.n ye hai marquum
Akhtarul Iman
Ghazal
kohsaar kaa KHuugar hai na paaband-e-gulistaa.n
aazaad hai har qaid-e-maqaamii se musalmaa.n
Farooq Banspari
Ghazal
maqaamii shai pe kisii ko bhii e.atibaar nahii.n
hamaaraa maulvii tak bhii arab kaa hotaa hai
Hamza Yaqub
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
KHvaab-o-KHayaal hai ik ab daur-e-shaad-kaamii
barbaadiyo.n kaa baa.is takraar hai maqaamii
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Mazahiya
rahuu.n aazaad na ho qaid-e-maqaamii maalik
dil badalnaa ho miraa shaGl-e-davaamii maalik