SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqalat e"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maqalat e"
Sher
vo maqaamaat-e-muqaddas vo tire gumbad o qaus
aur miraa aise nishaanaat kaa zaa.er honaa
Zafar Iqbal
Sher
saalik hai garche sair-e-maqaamaat-e-dil-fareb
jo ruk ga.e yahaa.n vo maqaam-e-KHatar me.n hai.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
MORE MATCHES FOR "maqalat e"
Ghazal
KHuubii-e-tarz-e-maqaalaat se kyaa hotaa hai
baat karte rahe ham baat se kyaa hotaa hai
Akhtar Saeed
Ghazal
ko.ii masarrat-e-lazzat mujhe na dard kaa Gam
mirii to ziist hii mastaana-vaar guzrii hai
A. D. Azhar
Ghazal
pa.Dh saktaa huu.n mai.n jald kitaab-e-ruKH-e-raushan
chaahuu.n to mazaamiin-e-maqaalaat bataa duu.n
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
udhar malaamat-e-duniyaa idhar malaamat-e-nafs
ba.Daa azaab hai aa.e hu.e havaas mujhe
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
bantii nahii.n baat to phir baat kyaa kare.n
big.De hu.e hai.n shahr ke haalaat kyaa kare.n
