SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqsad-e-hayaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maqsad-e-hayaat"
Mazahiya
maqsad-e-hajjaam hai 'aurat banaanaa mard se
maqsad apnaa hai Daraanaa but ko aah-e-sard se
Haji Laq Laq
Nazm
maqsad-e-hayat
be-sabaatii ziist kii tasliim kartaa huu.n magar
kyaa zaruurii hai ki be-maqsad bhii ho jaa.e hayaat
Akhtar Bastavi
Mazahiya
kuchh maqsad-e-hayaat na KHauf-e-KHudaa use
jannat kii aarzuu hai na mushtaaq-e-huur hai
Mukhtasar Azmi
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "maqsad-e-hayaat"
MORE MATCHES FOR "maqsad-e-hayaat"
Ghazal
jo maqsad-e-hayaat ko bhuule vahii kahe.n
tang aa chuke hai.n kashmakash-e-zindagii se ham
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
rah-e-hayaat me.n kaa.nTe bichhe.n ki phuul khile.n
ye shart hai tirii jaanib vo raasta jaa.e
Masooda Hayat
Ghazal
samajh me.n aane lagaa maqsad-e-hayaat-o-mamaat
vo zaaviye tire hijr o visaal ke dekhe
Roohi Kanjahi
Ghazal
KHayaal-e-zulf rahaa maqsad-e-hayaat 'shamiim'
bahaar-e-shaam-e-chaman par dhyaan kyaa dete
Shameem Fatima Jafari
Ghazal
qadmo.n ko us ke chhuutaa hai KHud maqsad-e-hayaat
jo manzil-e-nashaat kii had se guzar gayaa
Nazar Barni
Ghazal
Qaisar hayat
Ghazal
apne saa.e se ham KHud ai hayaat Darte hai.n
maslahat kii duniyaa me.n kitnii bad-gumaanii hai
Hayat Warsi
Ghazal
sitam-zariifii-e-haalaat kaa karishma hai
bhaTakne vaale mujhe raaste bataate hai.n
Hayat Warsi
Ghazal
mai.n kaise kartaa mukammal nuquush hastii ke
ruKH-e-‘hayaat’ badaltaa rahaa ufaq kii tarah
Hayat Warsi
Ghazal
har dam ye soch hai mire jiine se faa.eda
jab maqsad-e-hayaat hai baatil tire baGair
Nadir Shahjahanpuri
Ghazal
yaa ye bataa ki kyaa hai miraa maqsad-e-hayaat
yaa zindagii kii qaid se mujh ko rihaa.ii de