SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqsad-e-hayaat"
Nazm MATCHES FOR "maqsad-e-hayaat"
Nazm
maqsad-e-hayat
be-sabaatii ziist kii tasliim kartaa huu.n magar
kyaa zaruurii hai ki be-maqsad bhii ho jaa.e hayaat
Akhtar Bastavi
Nazm
inqilab
meraa maslak hai musaavaat-e-atam
teraa maz.hab maqsad-e-ummul-kitaab
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Nazm
calendar ka KHauf
dilkashii se hai zindagii mahruum
maqsad-e-ziist bhii hai laa-maa'luum
Akhtar Bastavi
Nazm
da’wat-e-nagawar
ye mehmaa.n-daarii to mahaz ik zarii'aa hai
kaam-ravaa.ii hai teraa maqsad ai dost
Sada Ambalvi
Nazm
husn-e-sar-e-rah
fareb-KHurda-e-bazm-e-hayaat huu.n ya.anii
mirii nigaah se ab ye hijaab uThaataa jaa
Jauhar Nizami
Nazm
jashn
bhuul kar maqsad-e-shaa.irii zehn me.n
'aish-o-'ishrat kii baato.n ko bone lage
Misdaque Azmi
Nazm
sada-kar
vo shanshah ho ki daryuuza-gar-e-raah-e-hayaat
apne kirdaar ke ausaaf liye
Mohsin Ehsan
Nazm
mera safar qadam qadam
kaar-e-gah-e-hayaat me.n rakh le KHud apnii aabruu
teraa maqaam-e-bandagii kaam hai teraa aarzuu
Meer Yaseen Ali khan
Nazm
der ho gai
shiiriini-e-lataafat-o-aaraa.ish-e-hayaat
aur kyaa hu.e vo naaz-o-nazaakat ke shaahkaar
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
ye sar-zamin-e-watan
ye sar-zamiin-e-kitaab-e-hayaat jis ko kahe.n
kitaab hii nahii.n taariiKH hai ma.iishat kii
Rifat Sarosh
Nazm
26 january
har kuucha sho'la-zaar hai har shahr qatl-gaah
yak-jehtii-e-hayaat ke aadaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
kahan hai aa ja
muntashir hone lagii anjuman-e-naaz-e-hayaat
ban gayaa KHvaab har ik manzar-e-aaGaaz-e-hayaat