SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqsad-e-hayaat"
Ghazal MATCHES FOR "maqsad-e-hayaat"
Ghazal
Qaisar hayat
Ghazal
'rahbar' taviil 'umr bhii jiine se faiz kyaa
kuchh maqsad-e-hayaat na puuraa agar hu.aa
Moid Rahbar Lakhnavi
Ghazal
sub.h-e-nashaat-e-dil hai na shaam-e-Gam-e-'hayaat'
ai iztiraab-e-shauq kahaa.n le chalaa mujhe
Hayat Madrasi
Ghazal
har dam ye soch hai mire jiine se faa.eda
jab maqsad-e-hayaat hai baatil tire baGair
Nadir Shahjahanpuri
Ghazal
jo maqsad-e-hayaat ko bhuule vahii kahe.n
tang aa chuke hai.n kashmakash-e-zindagii se ham
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
aayaa samajh me.n jab se ko.ii maqsad-e-hayaat
shaaho.n ne ik chataa.ii ko bistar banaa diyaa
Lateef Saani
Ghazal
daa've agar karuu.n to karuu.n kis zabaan se
kyaa maqsad-e-hayaat se Gaafil nahii.n huu.n mai.n
Zoya Rao Wafa
Ghazal
sitam-zariifii-e-haalaat kaa karishma hai
bhaTakne vaale mujhe raaste bataate hai.n
Hayat Warsi
Ghazal
mai.n kaise kartaa mukammal nuquush hastii ke
ruKH-e-‘hayaat’ badaltaa rahaa ufaq kii tarah
Hayat Warsi
Ghazal
ai 'hayaat' apne hii ehsaas ne ba.Dhne na diyaa
kitnaa aasaan thaa girto.n ko kuchal kar jaanaa
Hayat Warsi
Ghazal
apne saa.e se ham KHud ai hayaat Darte hai.n
maslahat kii duniyaa me.n kitnii bad-gumaanii hai
Hayat Warsi
Ghazal
justujuu na.e-pan kii irtiqaa kaa mehvar hai
ham bhii is maquule ke ai 'hayaat' qaa.il hai.n
Hayat Warsi
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n tiraa 'ishq bhii ai jaan-e-'hayaat'
zaruur chho.D ke jaa.egaa ik nishaanii bhii
Danish Hayat
Ghazal
yaa ye bataa ki kyaa hai miraa maqsad-e-hayaat
yaa zindagii kii qaid se mujh ko rihaa.ii de