SEARCH RESULTS
Showing search results for "mataalib"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mataalib"
Ghazal
baaT hii dil ke judaa ho.n to bhalaa kaun aaKHir
kis kaa ham-vazn ba-miizaan-e-mataalib Thahre
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
faasiq jo agar aashiq-e-diivaana hu.aa to kyaa
duniyaa ke mataalib ko farzaana hu.aa to kyaa
Qasim Ali Khan Afridi
MORE MATCHES FOR "mataalib"
Ghazal
diivaar kii har KHisht pe likkhe hai.n mataalib
yuu.n shahr ko aa.iina-e-iz.haar kiyaa hai
Gulzar Vafa Chaudhari
Nazm
hijr
ek bebaak hasiina sii burii lagtii hai
lafz kyo.n apne mataalib se mukar jaate hai.n
Zaheer Mushtaq Rana
Ghazal
luGvii nahii.n muraadii mataalib pe Gaur kar
dil dil nahii.n thaa ek ishaaraa KHalaa kaa thaa
Hamza Yaqub
Ghazal
alfaaz se nahii.n hai mataalib kaa ko.ii rabt
kyuu.nkar na ek raaz bane terii haa.n nahii.n
Riyaz Ghazipuri
Ghazal
harakat lab-o-abruu kii bhii rakhtaa thaa nazar me.n
aamaada-e-tasKHiir-e-mataalib bhii nahii.n thaa
Yawar Warsi
Ghazal
le chukaa dil ko vo mujh haath se tab mai.n ne kahaa
is qadar teraa mataalib na hu.aa thaa so hu.aa
nayan sukh
Ghazal
KHudaa ko KHud pe jo Gaalib samajh nahii.n saktaa
vo ‘ilm-e-haq ke mataalib samajh nahii.n saktaa







