SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazaamii.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mazaamii.n"
Ghazal
jasta jasta pa.Dh liyaa karnaa mazaamiin-e-vafaa
par kitaab-e-ishq kaa har baab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
aate hai.n Gaib se ye mazaamii.n KHayaal me.n
'Gaalib' sariir-e-KHaama navaa-e-sarosh hai
Mirza Ghalib
Sher
aate hai.n Gaib se ye mazaamii.n KHayaal me.n
'Gaalib' sariir-e-KHaama navaa-e-sarosh hai
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mazaamii.n"
Ghazal
sau rang mazaamiin hai.n jab likhne pe aa.uu.n
gul-dasta-e-ma.anii mire ash.aar me.n dekhe.n
Fatima Hasan
Ghazal
na ba.ndhe tishnagi-e-zauq ke mazmuu.n 'Gaalib'
garche dil khol ke dariyaa ko bhii saahil baa.ndhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
yuu.n Gaib se mai.n Dhuu.nD ke laayaa huu.n mazaamii.n
jaise ko.ii le aa.e tah-e-daam farishte
Shahzad Ahmad
Translated Poetry
mere aabaa ki the naa-mahram-e-tauq-o-zanjiir
vo mazaamii.n jo adaa kartaa hai ab meraa qalam