SEARCH RESULTS
Showing search results for "mehan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mehan"
Nazm
ramayan ka ek scene
aaKHir asiir-e-yaas kaa qufl-e-dahan khulaa
afsaana-e-shadaa.id-e-ra.nj-o-mehan khulaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Akhtar Shirani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mehan"
Ghazal
aish gudaaz-e-dil bhii Gam-e-aashiqii me.n thaa
ik raahat-e-latiif bhii zimn-e-mehan me.n thii
Hasrat Mohani
Ghazal
ab sivaa is ke mudaavaa-e-Gam-e-dil kyaa hai
itnii pii jaa.e.n ki har ranj-o-mehan ko bhuule.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
fanaa ke zamzame ranj-o-mehan ke afsaane
yahii mile hai.n na.ii zindagii ko nazraane
Zehra Nigaah
Mazahiya
mu.azzaz mu.azzaz jo aa.e.nge mehmaa.n
bahut naak aur bhau.n cha.Dhaa.e.ngii ammaa.n
Raja Mehdi Ali Khan
Ghazal
nashsha-e-daulat se mun.im pairahan me.n mast hai
mard-e-muflis haalat-e-ranj-o-mehan me.n mast hai
Haidar Ali Aatish
Nazm
mera watan
naakaam hasrato.n kii yahii to hai yaadgaar
daaGo.n kaa jo hujuum dil-e-pur-mehan me.n hai
Arsh Malsiyani
Ghazal
ranj-o-mehan nigaah jo phere.n to pher le.n
lekin mujhe 'aziiz hai.n ranj-o-mehan abhii
Ehsan Danish
Nazm
alamiya-e-naqd
chamakdaar dhan kaale dhan se nikaalo
Gariibo.n ko ra.nj-o-mehan se nikaalo
Fay Seen Ejaz
Nazm
cigarette
halke niile dhu.e.n kii lahro.n se
Dhulne lagtii hai gard ra.nj-o-mehan













