SEARCH RESULTS
Showing search results for "millat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "millat"
Nazm
jawab-e-shikwa
kisii yakjaa.ii se ab ahd-e-Gulaamii kar lo
millat-e-ahmad-e-mursil ko maqaamii kar lo
Allama Iqbal
Ghazal
Bismil Azimabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "millat"
Nazm
masjid-e-qurtuba
millat-e-ruumii-nizhaad kohna-parastii se piir
lazzat-e-tajdiida se vo bhii hu.ii phir javaa.n
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
hikmat-e-maGrib se millat kii ye kaifiyyat hu.ii
Tuk.De Tuk.De jis tarah sone ko kar detaa hai gaaz
Allama Iqbal
Nazm
nai tahzib
aqaa.ed par qayaamat aa.egii tarmiim-e-millat se
nayaa ka.aba banegaa maGribii putle sanam ho.nge
Akbar Allahabadi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Nazm
chand nasihaten
dekhnaa aapas me.n phir nafrat na ho jaa.e kahii.n
is qadar had se ziyaada bhii na millat chaahiye
Allama Iqbal
Ghazal
na hashr-o-nashr kaa qaa.il na kesh o millat kaa
KHudaa ke vaaste aise kii phir qasam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
millat me.n jis kii tuu hu.ii us kii qasam tujhe
aur apne diin maz.hab-o-iimaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
nasiir-e-daulat-o-dii.n aur mu.iin-e-millat-o-mulk
banaa hai charKH-e-barii.n jis ke aastaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
khoyaa gayaa jo matlab haftaad o do millat me.n
samjhegaa na tuu jab tak be-ra.ng na ho idraak
Allama Iqbal
Nazm
hindi islam
hai zinda faqat vahdat-e-afkaar se millat
vahdat ho fanaa jis se vo ilhaam bhii ilhaad
Allama Iqbal
Nazm
KHatun-e-mashriq
ai shu.aa-e-arz-e-mashriq terii iffat kaa shi.aar
kaj karegaa mulk o millat kii kulaah-e-iftiKHaar


