SEARCH RESULTS
Showing search results for "mizha-haa-e-daraaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mizha-haa-e-daraaz"
Ghazal
tuu aur suu-e-Gair nazar-haa-e-tez tez
mai.n aur dukh tirii mizha-haa-e-daraaz kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo hai.n ki baat hii nahii.n sunte Gariib kii
mai.n huu.n ki daftar-e-gila-haa-e-daraaz hai
Nadir Kakorvi
Ghazal
Badiuzzaman Sahar
Ghazal
karbat-e-Gurbat-o-tanhaa.ii-o-shab-haa-e-daraaz
aur 'majruuh'-e-dil-afgaar bayaan-e-dehlii
Meer Mehdi Majrooh
MORE MATCHES FOR "mizha-haa-e-daraaz"
Nazm
mauzuat-e-suKHan
sune.n to sirf mohabbat ke qissa-haa-e-daraaz
kare.n to sirf Gam-e-jaavedaa.n kii baat kare.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Translated Poetry
Ameer Khusrau
Ghazal
tire karam pe bhii andesha-haa-e-duur-o-daraaz
mile hai.n jaam-o-subuu vo bhii zahr se labrez
Iqbal Mahir
Ghazal
zulf-e-daraaz qissa-e-Gam me.n ulajh na jaa.e
andeshaa-haa-e-ishq kahaa.n hai.n kahaa.n nahii.n
Baqar Mehdi
Ghazal
KHastagii-e-kaliim ne nukta 'ajab samjhaa diyaa
varna hariif me.n bhii thaa is mizha-e-daraaz kaa
Wahshat Kalkattavi
Ghazal
hai ishaara yahii muu-haa-e-mizha kaa un kii
ham vo nashtar hai.n ki jo KHuun-e-jigar lete hai.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
soz-e-shab-e-hijraa.n phir soz-e-shab-e-hijraa.n hai
shabnam ba-mizha uThtii yaa zulf-e-daraaz aatii
Asrarul Haq Majaz
Sher
in kii mizha hai ka.aba-e-abruu me.n mo.atakif
khii.nchaa kabhii na tiir ne chilla kamaan me.n