SEARCH RESULTS
Showing search results for "mizha-haa-e-daraaz"
Ghazal MATCHES FOR "mizha-haa-e-daraaz"
Ghazal
tuu aur suu-e-Gair nazar-haa-e-tez tez
mai.n aur dukh tirii mizha-haa-e-daraaz kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
karbat-e-Gurbat-o-tanhaa.ii-o-shab-haa-e-daraaz
aur 'majruuh'-e-dil-afgaar bayaan-e-dehlii
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
vo hai.n ki baat hii nahii.n sunte Gariib kii
mai.n huu.n ki daftar-e-gila-haa-e-daraaz hai
Nadir Kakorvi
Ghazal
Badiuzzaman Sahar
Ghazal
tire karam pe bhii andesha-haa-e-duur-o-daraaz
mile hai.n jaam-o-subuu vo bhii zahr se labrez
Iqbal Mahir
Ghazal
zulf-e-daraaz qissa-e-Gam me.n ulajh na jaa.e
andeshaa-haa-e-ishq kahaa.n hai.n kahaa.n nahii.n
Baqar Mehdi
Ghazal
KHastagii-e-kaliim ne nukta ajab samjhaa diyaa
varna hariif me.n bhii thaa is mizha-e-daraaz kaa
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
soz-e-shab-e-hijraa.n phir soz-e-shab-e-hijraa.n hai
shabnam ba-mizha uThtii yaa zulf-e-daraaz aatii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
hai ishaara yahii muu-haa-e-mizha kaa un kii
ham vo nashtar hai.n ki jo KHuun-e-jigar lete hai.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
phailaa hai jaal baam pe zulf-e-daraaz kaa
totaa u.De na haath se ahl-e-niyaaz kaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
na gor-e-sikandar na hai qabr-e-daaraa
miTe naamiyo.n ke nishaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
martaa huu.n lag rahii hai ramaq aa daras dikhaa.o
jaa kar kaho hamaarii taraf se piyaare kuu.n
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
us sozan-e-mizha ke tasavvur me.n shaana-saa.n
TuuTe hai.n ek KHalq ke pahluu me.n KHaar-haa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
phir ko.ii qaafila hu.aa gard-e-safar me.n gum
phir aa rahii hai baa.ng-e-daraa jaagte raho
Shahzad Ahmad
Ghazal
kahte hai.n kaT hii jaatii hai umr-e-daraaz bhii
so mutma.in hai.n apne bhii din biit jaa.e.nge