SEARCH RESULTS
Showing search results for "mizha-haa-e-daraaz"
Nazm MATCHES FOR "mizha-haa-e-daraaz"
Nazm
mauzuat-e-suKHan
sune.n to sirf mohabbat ke qissa-haa-e-daraaz
kare.n to sirf Gam-e-jaavedaa.n kii baat kare.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
dard-e-mushtarak
mizha-e-KHaar pe kis tarah bhalaa paa.e qaraar
aariz-e-gul pe na jab qatra-e-shabnam Thahre
Ahmad Rahi
Nazm
raqs
naach haa.n naach ki har shorish-o-ha.ngaama par
phail jaa.e tirii jhan-jhan kaa hasii.n pairaahan
Rajinder Manchanda Bani
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ai sham-e-'josh' o mash.al-e-aivaan-e-aarzuu
ai mehr-e-naaz o maah-e-shabistaan-e-aarzuu
Josh Malihabadi
Nazm
sarmaya-dari
ye insaano.n se insaano.n kii fitrat chhiin letii hai
ye aashob-e-halaakat fitna-e-iskandar-o-daaraa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hinDola
mai.n akasr un ke tasavvur me.n Duub jaataa thaa
vafuur-e-jazba se ho jaatii thii mizha pur-nam
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ek naghma karbala-e-beirut ke liye
har viiraa.n ghar, har ek kha.nDar
ham paa-e-qasr-e-daaraa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
unT
sabr se kartaa hai tai raah-e-daraaz
sach kahaa hai tuu hai KHushkii kaa jahaaz
Ismail Merathi
Nazm
gurunanak
jaa.uu.n mai.n kahaa.n sajde ko man meraa hai mandir
hai azm miraa faateh-e-daaraa-o-sikandar