SEARCH RESULTS
Showing search results for "mu.aafiq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mu.aafiq"
Sher
hai aaj ruKH havaa kaa mu.aafiq to chal nikal
kal kii kise KHabar hai kidhar kii havaa chale
Ismail Merathi
Sher
mujh ko kaafii hai bas ik teraa mu.aafiq honaa
saarii duniyaa bhii muKHaalif ho to kyaa hotaa hai
Ranjoor Azimabadi
Mazahiya
jo log us ke mu.aafiq hai.n dum uThaa le.n vo
jo log us ke muKHaalif hai.n dum giraa de.n vo
Adil Lakhnavi
PAGE MATCHES FOR "mu.aafiq"
Tags
Magic
Magic Sahayari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mu.aafiq"
Ghazal
kyaa mu.aafiq ho davaa ishq ke biimaar ke saath
jii hii jaate nazar aa.e hai.n is aazaar ke saath
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
be-suud har ik qaul har ik she’r hai 'raaGib'
gar us ke mu.aafiq tiraa kirdaar nahii.n to
Iftikhar Raghib
Ghazal
chalo ho raah-e-mu.aafiq kahe muKHaalif ke
tariiq chho.D diyaa tum ne dil-navaazii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
mutma.in dono.n hai.n mai.n aur merii tarz-e-hayaat
tishnagii mere mu.aafiq hai ko.ii jaam na de
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye daur to mu.aafiq hotaa nahii.n magar ab
rakhiye binaa-e-taaza is charKH-e-chambarii kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
har chand ki haalaat mu.aafiq nahii.n phir bhii
dil terii taraf-daarii me.n saffaak vahii hai
Saleem Kausar
Ghazal
ab to kashtii ke mu.aafiq hai havaa
naaKHudaa kyaa der hai la.ngar khule
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
ho vo agar KHilaaf-e-mu.aafiq havaa na ho
Duube vo naav jis kaa KHudaa naaKHudaa na ho
Imdad Imam Asar
Ghazal
mujh ko maahaul mu.aafiq nahii.n aayaa 'jaazib'
phuul huu.n aur sar-e-dasht khilaayaa gayaa huu.n








