SEARCH RESULTS
Showing search results for "mu.aafiq"
Nazm MATCHES FOR "mu.aafiq"
Nazm
hijr o visal
'shorish' zamaana ham se mu.aafiq na ho sakaa
ham log hai.n chaman me.n puraane KHayaal ke
Shorish kashmiri
Nazm
tulsidas
rahbaraan-e-raah-e-haq jab rahbarii farmaate hai.n
bhuule-bhaTke sab musaafir raah par aa jaate hai.n
Jagat Mohan Lal Ravan
Nazm
meri dua
aashiq huu.n mujhe aql mu.aafiq nahii.n aatii
behtar to yahii hai mujhe diivaana banaa de
Narayan Das Puri
Nazm
karb-e-musalsal
aaj haalaat mu.aafiq nahii.n KHuddaarii ke
ik na.ii tishna-labii tesha-zanii laa.ii hai
Mohammad Shamimuzzaman
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n kirdaar us muhaafiz kaa
jo apne shahr ko mahsuur kar ke naaz kare
Ahmad Faraz
Nazm
chakle
kahaa.n hai.n kahaa.n hai.n muhaafiz KHudii ke
sanaa-KHvaan-e-taqdiis-e-mashriq kahaa.n hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi-nama
chaltaa hai aadmii hii musaafir ho le ke maal
aur aadmii hii maare hai phaa.nsii gale me.n Daal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
maine chand aur sitaron ki tamanna ki thi
mai.n vo naGma huu.n jise pyaar kii mahfil na milii
vo musaafir huu.n jise ko.ii bhii manzil na milii
Sahir Ludhianvi
Nazm
shikast-e-tauba
ai rahmat-e-tamaam mirii har KHataa mu.aaf
mai.n intihaa-e-shauq me.n ghabraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
hamare ustad
manzil-e-ilm ke ham log musaafir hai.n magar
raasta ham ko dikhaate hai.n hamaare ustaad