SEARCH RESULTS
Showing search results for "mu.aafiq"
Ghazal MATCHES FOR "mu.aafiq"
Ghazal
dil-e-Gamii.n ke mu.aafiq nahii.n hai mausam-e-gul
sadaa-e-murG-e-chaman hai bahut nashaat a.ngez
Allama Iqbal
Ghazal
terii tabii.at hai aur teraa zamaana hai aur
tere mu.aafiq nahii.n KHaanqahii silsila
Allama Iqbal
Ghazal
kyaa mu.aafiq ho davaa ishq ke biimaar ke saath
jii hii jaate nazar aa.e hai.n is aazaar ke saath
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
be-suud har ik qaul har ik she’r hai 'raaGib'
gar us ke mu.aafiq tiraa kirdaar nahii.n to
Iftikhar Raghib
Ghazal
chalo ho raah-e-mu.aafiq kahe muKHaalif ke
tariiq chho.D diyaa tum ne dil-navaazii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
mutma.in dono.n hai.n mai.n aur merii tarz-e-hayaat
tishnagii mere mu.aafiq hai ko.ii jaam na de
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye daur to mu.aafiq hotaa nahii.n magar ab
rakhiye binaa-e-taaza is charKH-e-chambarii kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
har chand ki haalaat mu.aafiq nahii.n phir bhii
dil terii taraf-daarii me.n saffaak vahii hai
Saleem Kausar
Ghazal
ab to kashtii ke mu.aafiq hai havaa
naaKHudaa kyaa der hai la.ngar khule
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
ho vo agar KHilaaf-e-mu.aafiq havaa na ho
Duube vo naav jis kaa KHudaa naaKHudaa na ho
Imdad Imam Asar
Ghazal
niklii na kisii ek kii ta.abiir mu.aafiq
sau KHvaab the har KHvaab-e-pareshaan se aage
Ejaz Gul
Ghazal
mujh ko maahaul mu.aafiq nahii.n aayaa 'jaazib'
phuul huu.n aur sar-e-dasht khilaayaa gayaa huu.n
Akram Jazib
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
apnii marzii ke mu.aafiq jo fasaana hotaa
vo bhii duniyaa ke mutaabiq hii sunaanaa hotaa
Ashutosh Tiwari
Ghazal
nekiyo.n ke liye maahaul mu.aafiq bhii to ho
kaun kahtaa hai ki meraa ko.ii kirdaar nahii.n
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
u.Dne se rok le.n mirii kamzoriyaa.n mujhe
be-shak hazaar baar mu.aafiq havaa milii