SEARCH RESULTS
Showing search results for "munaadii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "munaadii"
Sher
shahr me.n apne ye lailaa ne munaadii kar dii
ko.ii patthar se na maare mire diivaane ko
Turab Kakorvi
Ghazal
log tharraa gaye jis vaqt munaadii aa.ii
aaj paiGaam nayaa zill-e-ilaahii de.nge
Parveen Shakir
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
munaadii
मुनादी مُنادی
public announcement formerly to the beat of drum, proclamation by drum, proclamation, publication
Arabic
MORE MATCHES FOR "munaadii"
Ghazal
ye shahr shahr sar-e-aam ab munaadii hai
na vo rahegaa mulaaqaat kaa jo aadii hai
Manmohan Talkh
Nazm
aur hawa chup rahi
aur tab habs ke qaharmaa.n mausamo.n ke azaab in zamiino.n pe bheje ga.e
aur munaadii karaa dii ga.ii
Iftikhar Arif
Ghazal
ye zulm hai ki munaadii ho imtihaano.n kii
phir is ke baa'd ko.ii imtihaa.n nahii.n honaa
Liaqat Jafri
Ghazal
jo piyegaa na sharaab aaj vo mujrim hogaa
kuu-ba-kuu kal se tuu kar de ye munaadii saaqii
Rind Lakhnavi
Ghazal
saarii duniyaa me.n ujaalo.n kii munaadii kar ke
aaj phir ek sahar raat par aa kar Thahrii
Navin Joshi
Ghazal
siyaasiyaat ke maahir mujhe samajhte hai.n
mai.n sarhado.n ke liye jang kii munaadii huu.n
Shakeel Shah
Ghazal
ko.ii bhii ghar se na nikle charaaG-e-dil le kar
amiir-e-shahr kii ye shahr me.n munaadii hai
Aabid Jafri
Kulliyat
na ho 'ishq kaa shor taa 'miir' hargiz
chale bas to shahro.n me.n kariye munaadii




