SEARCH RESULTS
Showing search results for "munhadim"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "munhadim"
Ghazal
munhadim kar degaa aa kar saarii taamiiraat-e-dil
dekhte hii dekhte viiraan kar degaa mujhe
Zafar Iqbal
Sher
munhadim hotaa chalaa jaataa hai dil saal-ba-saal
aisaa lagtaa hai girah ab ke baras TuuTtii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
munhadim hotaa chalaa jaataa hai dil saal-ba-saal
aisaa lagtaa hai girah ab ke baras TuuTtii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Sarvat Husain
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
munsadim
मुंसदिमمُنسَدِم
Arabic
بند کیا گیا ؛ (طب) مندمل ، زخم جو انگور بھر لایا ہو اور خشک ہو گیا ہو
MORE MATCHES FOR "munhadim"
Ghazal
mire lahuu se mujhe munhadim karaayaa gayaa
dayaar-e-Gair se lashkar kahaa.n bulaa.e ga.e
Azhar Adeeb
Ghazal
tum e'timaad-e-'aafii' ko mat karnaa munhadim
mushkil pa.Dii to tum ko pukaaraa kare.nge ham
Aafreen Faheem Aafi
Ghazal
bhuule se kal jo aa.ina dekhaa to zehn me.n
ik munhadim makaan kaa naqsha utar gayaa
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
munhadim hote hu.e vaqt se puuchho to 'sa.uud'
kyaa hu.e vo tire haatho.n ke banaa.e hu.e shaKHs
Saud Usmani
Ghazal
Sultan Akhtar
Nazm
pachasi sal niche gir gae
to ga.D-ga.DaahaT phail jaatii hai
palaza munhadim ho jaa.e to us ke dhamaake me.n
Waheed Ahmad
Nazm
irtiqa
haDDiyaa.n uryaa.n hu.ii.n aur munhadim
loth.Daa gal sa.D ke phir se buu.nd thaa
Syed Mubarak Shah
Ghazal
vo munhadim sahii diivaar to milii ai 'rind'
usii ke saa.e me.n taskiin kaa Thikaanaa hu.aa



