SEARCH RESULTS
Showing search results for "munhadim"
Ghazal MATCHES FOR "munhadim"
Ghazal
munhadim kar degaa aa kar saarii taamiiraat-e-dil
dekhte hii dekhte viiraan kar degaa mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
munhadim hotaa chalaa jaataa hai dil saal-ba-saal
aisaa lagtaa hai girah ab ke baras TuuTtii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
KHvaab dekhaa thaa ki ham ho.nge bichha.Dne vaale
munhadim ho ga.e par KHvaab na TuuTaa apnaa
Saqi Faruqi
Ghazal
mire lahuu se mujhe munhadim karaayaa gayaa
dayaar-e-Gair se lashkar kahaa.n bulaa.e ga.e
Azhar Adeeb
Ghazal
tum e'timaad-e-'aafii' ko mat karnaa munhadim
mushkil pa.Dii to tum ko pukaaraa kare.nge ham
Aafreen Faheem Aafi
Ghazal
bhuule se kal jo aa.ina dekhaa to zehn me.n
ik munhadim makaan kaa naqsha utar gayaa
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
munhadim hote hu.e vaqt se puuchho to 'sa.uud'
kyaa hu.e vo tire haatho.n ke banaa.e hu.e shaKHs
Saud Usmani
Ghazal
Sultan Akhtar
Ghazal
vo munhadim sahii diivaar to milii ai 'rind'
usii ke saa.e me.n taskiin kaa Thikaanaa hu.aa
P P Srivastava Rind
Ghazal
munhadim ho ga.ii diivaar-e-dil-e-diivaana
merii qismat me.n thii tasviir-e-shikasta terii
Shaz Tamkanat
Ghazal
jaane kab munhadim arkaan-e-anaasir ho jaa.e.n
ret par jism kii ta.amiir liye baiThe hai.n
Shola Kararvi
Ghazal
binaa-e-kuhna ke aasaar munhadim kar ke
jahaan-e-taaza ba-dast-e-KHud aafriid kare.n
Muzaffar Shikoh
Ghazal
buniyaad-e-dii.n havaa-e-duniyaa ne munhadim kii
tuufaan ne shajar ko ja.D se ukhaa.D Daalaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
terii tarah karegii mujhe ye bhii munhadim
ta.Dpaa rahii hai yaad tirii baar-baar kyo.n
Aafreen Faheem Aafi
Ghazal
munhadim hotaa huu.n har aan pas-e-harf-e-kuhan
tab kahii.n sher kii ta.abiir na.ii hotii hai