SEARCH RESULTS
Showing search results for "mushiir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mushiir"
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
kaun kar saktaa hai is naKHl-e-kuhan ko sar-niguu.n
pahlaa mushiir
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "mushiir"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mushiir"
Sher
na baat dil kii sunuu.n mai.n na dil sune merii
ye sard ja.ng hai apne hii ik mushiir ke saath
Faheem Jogapuri
Ghazal
gar ham mushiir hote allaah ke to kahte
yaanii visaal kii shab yaa rab daraaz karnaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
'mushiir' ahl-e-biinash mirii har Gazal me.n
dimaaG aur dil ko baham dekhte hai.n
Mushir Jhanjhanvi
Nazm
gandhi-jayanti
ai mirii zindabaad qaum ai mirii zindabaad qaum
tere mushiir be-amal tere vaziir be-amal
Arsh Malsiyani
Ghazal
marnaa azaab thaa kabhii jiinaa azaab thaa
meraa mushiir ishq saa KHaana-KHaraab thaa
Zaheer Kashmiri
Nazm
urus-ul-bilad
ko.ii safiir kisii desh ke na.e mukhiyaa
mushiir-e-sanatii mansuuba-bandiyo.n ke liye
Akhtarul Iman
Ghazal
milii hai raah-e-talab me.n 'mushiir' sirf mujhe
vo zindagii jo kabhii zindagii nahii.n hotii
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
merii nazar nazar me.n hai.n manzar jale hu.e
ubhre.nge harf harf se paikar jale hu.e