SEARCH RESULTS
Showing search results for "mustanad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mustanad"
Qita
mustanad ahl-e-zabaa.n KHaas hai.n dillii vaale
is me.n Gairo.n kaa tasarruf nahii.n maanaa jaataa
Dagh Dehlvi
Mazahiya
kuchh misaale.n de ke samjhaa.o ye qaul-e-mustanad
ishq avval dar-dil-e-ma.ashuuq paidaa mii shu.ad
Dilawar Figar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mustanad"
Ghazal
mustanad mo.atamad-e-dil nahii.n ab ko.ii yahaa.n
mahram-e-raaz bhii mahruum-e-sanad hai had hai
Nadeem Sirsivi
Mazahiya
Ahmad Alvi
Quote
Munawwar Rana
Ghazal
aap ne jo kuchh kahaa jitnaa kahaa sab mustanad
baat ko.ii kyaa karegaa aap kii baato.n ke baad
Mushtaq Ahmad Mushtaq
Mazahiya
bhuultii jaatii hai duniyaa ab ye qaul-e-mustanad
'aql chuu.n puKHta shavad insaan ahmaq mii shavad
Dilawar Figar
Ghazal
mai.n is kahaanii me.n tarmiim kar ke laayaa huu.n
jo tum ko pahle sunaa.ii thii mustarad samho
Abid Malik
Ghazal
is darja merii zaat se us ko hasad hu.aa
jo bhii savaal mai.n ne kiyaa mustarad hu.aa
Hasan Rizvi
Ghazal
riyaa kaa rang na ho mustanad hai.n vo aa’maal
kalaam puKHta hai jab dard-e-dil kii buu aa.e
Akbar Allahabadi
Ghazal
tum ne jo matn pesh kiyaa mustanad to thaa
lekin tumhaaraa haashiya achchhaa nahii.n lagaa












