SEARCH RESULTS
Showing search results for "mustanad"
Nazm MATCHES FOR "mustanad"
Nazm
badi ka anjam
hai 'faizii' ye zarbul-masal mustanad
badii kaa hamesha hai anjaam bad
Faizi Fatehabadi
Nazm
riwayat shikan
har suKHanvar se yahii kahtaa hai ab
mustanad hai meraa farmaayaa hu.aa
Ali Ejaz Tamimi
Nazm
aaKHiri din
safo.n me.n yuu.n musta.id kha.De hai.n
ki jaise saare hisaab-daa.n ho.n
Gulam jilani Asghar
Nazm
jawab-e-shikwa
aasmaa.n-giir hu.aa naara-e-mastaana tiraa
kis qadar shoKH-zabaa.n hai dil-e-diivaana tiraa
Allama Iqbal
Nazm
daraKHt-e-zard
iid ke din mustafaa se yuu.n lage kahne 'husain'
sabz jo.Daa do 'hasan' ko surKH do jo.Daa mujhe
Jaun Eliya
Nazm
KHizr-e-rah
fitrat-e-askandarii ab tak hai garm-e-naa.o-nosh
bechtaa hai haashmii naamuus diin-e-mustafaa
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq dam-e-jibra.iil ishq dil-e-mustafaa
ishq KHudaa kaa rasuul ishq KHudaa kaa kalaam
Allama Iqbal
Nazm
ai mere sare logo
sandalii.n paa.nv se mastaana-ravii ruuTh ga.ii
marmarii.n haatho.n pe jal-bujh gayaa a.ngaar-e-hinaa
Ahmad Faraz
Nazm
zauq o shauq
taaza mire zamiir me.n ma.arka-e-kuhan hu.aa!
ishq tamaam mustafaa! aql tamaam buu-lahab!
Allama Iqbal
Nazm
teri aawaz
der tak yuu.n tirii mastaana sadaa.e.n gauu.njii.n
jis tarah phuul chaTakne lage.n viiraane me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
o des se aane wale bata
mastaana havaa.e.n aatii hai.n
kyaa ab bhii vahaa.n ke parbat par
Akhtar Shirani
Nazm
aaKHiri bar milo
aaKHirii baar milo aise ki jalte hu.e dil
raakh ho jaa.e.n ko.ii aur taqaaza na kare.n
Mustafa Zaidi
Nazm
ai ishq kahin le chal
kohsaar ke daaman kii mastaana havaa.o.n me.n
yaa chaa.ndnii raato.n kii shaffaaf fazaa.o.n me.n
Akhtar Shirani
Nazm
raat sunsan hai
mez chup-chaap gha.Dii band kitaabe.n KHaamosh
apne kamre kii udaasii pe taras aataa hai
Mustafa Zaidi
Nazm
kya ishq ek zindagi-e-mustaar ka
kyaa ishq ek zindagii-e-musta.aar kaa
kyaa ishq paa.edaar se naa-paa.edaar kaa