SEARCH RESULTS
Showing search results for "naukaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naukaa"
Nazm
KHud-kushi
haa.n mai.n ne bhii sunaa hai ki ik jaam zahr kaa
do jiivano.n kii nannhii sii naukaa Dubo gayaa
Majeed Amjad
Ghazal
paabandii-e-aadaab se hushiyaar ki is me.n
har qahqaha naukaa kii tarah Duub chukaa hai
Takht Singh
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naukaa"
Ghazal
'Gaalib' vaziifa-KHvaar ho do shaah ko du.aa
vo din ga.e ki kahte the naukar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Marsiya
kyaa vaj.h hai jo aap hai.n is tarah nauha gar
jaldii bataa.iye ki mujhe taab ab nahii.n
Meer Anees
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
laa ko.ii naGma ko.ii saut tirii umr daraaz
nauha-e-Gam hii sahii shor-e-shahaadat hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ek ha.ngaame pe mauquuf hai ghar kii raunaq
nauha-e-Gam hii sahii naGma-e-shaadii na sahii
Mirza Ghalib
Nazm
nauha
rahne ko sadaa dahr me.n aataa nahii.n ko.ii
tum jaise ga.e aise bhii jaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
aaKHiri bar milo
luT ga.ii shahr-e-havaadis me.n mataa-e-alfaaz
ab jo kahnaa hai to kaise ko.ii nauha kahiye
Mustafa Zaidi
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
kah do ki 'aniis' is kaa likhe.n marsiya-e-Gam
jannat se 'dabiir' aa ke pa.Dhe.n nauha-e-maatam
Rais Amrohvi
Nazm
ramayan ka ek scene
haa.n kuchh dino.n to nauha-o-maatam hu.aa kiyaa
aaKHir ko ro ke baiTh rahe aur kyaa kiyaa
