SEARCH RESULTS
Showing search results for "naukaa"
Nazm MATCHES FOR "naukaa"
Nazm
KHud-kushi
haa.n mai.n ne bhii sunaa hai ki ik jaam zahr kaa
do jiivano.n kii nannhii sii naukaa Dubo gayaa
Majeed Amjad
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
laa ko.ii naGma ko.ii saut tirii umr daraaz
nauha-e-Gam hii sahii shor-e-shahaadat hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nauha
rahne ko sadaa dahr me.n aataa nahii.n ko.ii
tum jaise ga.e aise bhii jaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
aaKHiri bar milo
luT ga.ii shahr-e-havaadis me.n mataa-e-alfaaz
ab jo kahnaa hai to kaise ko.ii nauha kahiye
Mustafa Zaidi
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
kah do ki 'aniis' is kaa likhe.n marsiya-e-Gam
jannat se 'dabiir' aa ke pa.Dhe.n nauha-e-maatam
Rais Amrohvi
Nazm
roTiyan
naukar nafar Gulaam banaatii hai.n roTiyaa.n
roTii kaa ab azal se hamaaraa to hai KHamiir
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ramaen ka ek sin
haa.n kuchh dino.n to nauha-o-maatam hu.aa kiyaa
aaKHir ko ro ke baiTh rahe aur kyaa kiyaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
unhe.n ko.ii chhaaptaa nahii.n hai
mai.n jab bhii tere firaaq kaa nauha likh ke laa.uu.n
Qateel Shifai
Nazm
tasalsul
sirf lab-doKHt parbat hai.n jahaa.n nauha-kunaa.n
na dar-o-baam na diivaar o dariicha ko.ii
Ahmad Faraz
Nazm
nauha
mujh ko shikva hai mire bhaa.ii ki tum jaate hu.e
le ga.e saath mirii umr-e-guzishta kii kitaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ajnabi aurat
chaa.ndnii me.n nauha-KHvaa.n
ajnabii ke dast-e-Gaarat-gar se hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
mashriq haar gaya
lekin maGrib mashriq ke ghar-aa.ngan me.n aa pahu.nchaa hai
meraa naukar b.b.c se KHabre.n suntaa hai
Saleem Ahmed
Nazm
KHana-ba-dosh
be-zaar zindagii se hai.n piir o javaa.n sabhii
altaaf-e-shahryaar ke hai.n nauha-KHvaa.n sabhii