SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigah-e-mast"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nigah-e-mast"
Sher
pa.D ga.ii kyaa nigah-e-mast tire saaqii kii
la.Dkha.Daate hu.e mai-KHvaar chale aate hai.n
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
aap nigaah-e-mast se patthar ko aab kiijiye
thaamiye aab haath me.n aur sharaab kiijiye
Qamar Aasi
Sher
le u.Dii ghuu.nghaT ke andar se nigaah-e-mast hosh
aaj saaqii ne pilaa.ii hai hame.n chhaanii hu.ii
Unknown
MORE MATCHES FOR "nigah-e-mast"
Ghazal
nigaah-e-mast se ojhal hai.n manzile.n dil kii
hai.n apnii aaKHirii saa.nso.n pe chaahate.n dil kii
Chitra Bhardwaj suman
Nazm
kaifiyat
ai nigaah-e-mast apnaa saa hii mastaana banaa
mai banaa de ruuh ko aur jaa.n ko paimaana banaa
Ashraf Baqri
Ghazal
nigaah-e-mast kaa kaif-e-KHumaar kyaa kahiye
bahaar goyaa hai andar bahaar kyaa kahiye
Salahuddin Faiq Burhanpuri
Ghazal
Najma Tasadduq
Sher
ai nigaah-e-mast us kaa naam hai kaif-e-suruur
aaj tuu ne dekh kar merii taraf dekhaa mujhe
Natiq Gulavthi
Sher
dil kyaa nigaah-e-mast se mai-KHaana ban gayaa
mazmuun-e-aashiqaana bhii rindaana ban gayaa
Mirza Mayal Dehlvi
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
kaifiyyat aisii hai nigah-e-mast-e-KHvaab me.n
zaahid bhii dekh le to nahaave sharaab me.n