SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigah-e-mast"
Nazm MATCHES FOR "nigah-e-mast"
Nazm
kaifiyat
ai nigaah-e-mast apnaa saa hii mastaana banaa
mai banaa de ruuh ko aur jaa.n ko paimaana banaa
Ashraf Baqri
Nazm
tere liye
terii nigaah-e-mast kii mushtaaq hai bahaar
saaGar me.n hai ye larzish-e-sahbaa tire liye
Jauhar Nizami
Nazm
ek husn-farosh se
nigaah-e-mast se dil ko mire ta.Dpaa rahii hai tuu
ada-e-shauq se jazbaat ko bha.Dkaa rahii hai tuu
Akhtar Shirani
Nazm
tumhein yaad ho ki na yaad ho
vo nigaah-e-mast kii gardishe.n
vo nazar-farosh har ek shai
Maikash Hyderabadi
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
nigaah ko thii magar miir-e-kaarvaa.n kii talaash
nazar jo uTThii to dekhaa ki ek mard-e-faqiir
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
uljhanen
nigaah-e-mast kii allaah-re ma.asuum taakiide.n
mujhe hai hukm saaz-e-muflisii par gungunaane kaa
Kaifi Azmi
Nazm
yaad hain
vo mai-e-ulfat pilaa denaa nigaah-e-mast se
va.ada-e-rangii.n ke vo alfaaz pyaare yaad hai.n
Sahba lakhnavi
Nazm
darbar1911
jaame se baahar nigaah-e-naaz-e-fattaahaan-e-hind
hadd-e-qaanuunii ke andar honorablo.n kii qataar
Akbar Allahabadi
Nazm
mirza ghaalib
haa.e ab kyaa ho ga.ii hindostaa.n kii sar-zamii.n
aah ai nazzaara-aamoz-e-nigaah-e-nukta-bii.n
Allama Iqbal
Nazm
fikr-e-ashiyan
chaman vaalo vafaa.o.n par tum apnii naaz karte ho
nigaah-e-kaj-adaa-e-baaGbaa.n kuchh aur kahtii hai
Razi Badayuni
Nazm
dilli aur hum
ham pe rahtii hai nigaah-e-shafqat-e-ahl-e-nazar
mahfil-e-sher-o-adab me.n jaane-pahchaane hai.n ham
Talib Chakwali
Nazm
tiflan ki to kuchh taqsir na thi
aur kitnii sadiyo.n baa'd milii
ye ek nigaah-e-mehr-o-saKHaa