SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigah-e-mast"
Ghazal MATCHES FOR "nigah-e-mast"
Ghazal
aap nigaah-e-mast se patthar ko aab kiijiye
thaamiye aab haath me.n aur sharaab kiijiye
Qamar Aasi
Ghazal
nigaah-e-mast me.n kyaa ra.ng-e-vaalihaana thaa
suruur-o-kaif me.n Duubaa hu.aa zamaana thaa
Altaf Mashhadi
Ghazal
nigaah-e-mast se ojhal hai.n manzile.n dil kii
hai.n apnii aaKHirii saa.nso.n pe chaahate.n dil kii
Chitra Bhardwaj suman
Ghazal
nigaah-e-mast kaa kaif-e-KHumaar kyaa kahiye
bahaar goyaa hai andar bahaar kyaa kahiye
Salahuddin Faiq Burhanpuri
Ghazal
Najma Tasadduq
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
kaifiyyat aisii hai nigah-e-mast-e-KHvaab me.n
zaahid bhii dekh le to nahaave sharaab me.n
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
Ameer Dehlvi
Ghazal
mast-e-nigaah-e-naaz kaa armaa.n nikaaliye
be-KHud banaa ke bazm se ai jaa.n nikaaliye
Sahir Dehlavi
Ghazal
hazrat-e-'mast' faqat aaj tumhaare dam se
sohbate.n garm rahaa kartii hai.n maiKHaane kii
Mast Banarsi
Ghazal
haasil hai hame.n 'mast' ye me'raaj-e-mohabbat
har vaqt tasavvur me.n haram dekh rahe hai.n
Mast Hafiz Rahmani
Ghazal
kahaa.n se ye kahaa.n 'mast' aa gayaa huu.n
numuud-e-shaam zaahir hai sahar se
Mast Hafiz Rahmani
Ghazal
'mast' raushan hai shaahraah-e-hayat
jaa.n-nisaar-e-Gazal rahaa huu.n mai.n
Mast Hafiz Rahmani
Ghazal
Makhmoor Jalandhari
Ghazal
kyaa Gazab hai nigah-e-mast-e-mis-e-baada-farosh
shaiKH faanii me.n hu.aa ra.ng-e-javaanii paidaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
yaad-e-nigaah-e-mast se hai dil ko intishaar
paimaana hai KHaraab sharaab-e-chakiida kaa
Naseem Dehlvi
Ghazal
KHaraab rahte the masjid ke aage mai-KHaane
nigaah-e-mast ne saaqii kii intiqaam liyaa