SEARCH RESULTS
Showing search results for "nisaabo.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nisaabo.n"
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kaun jaane ki na.e saal me.n tuu kis ko pa.Dhe
teraa me.aar badaltaa hai nisaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Sher
kaun jaane ki na.e saal me.n tuu kis ko pa.Dhe
teraa me.yaar badaltaa hai nisaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nisaabo.n"
Ghazal
ye nisaabo.n me.n likhii aur likhaa.ii na ga.ii
zindagii ham ko kitaabo.n me.n pa.Dhaa.ii na ga.ii
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
falsafe saare kitaabo.n me.n ulajh kar rah ga.e
dars-gaaho.n me.n nisaabo.n kii thakan baaqii rahii
Naseer Ahmad Nasir
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
saarii duniyaa se nahii.n un ko hai parda lekin
vo mile jab bhii mile mujh ko naqaabo.n me.n mile
Imam Azam
Sher
zehn aise bhii na ban jaa.e.n nisaabo.n vaale
guftuguu me.n bhii huu.n alfaaz kitaabo.n vaale
Mahtab Alam
Ghazal
bhiigii hu.ii aa.nkho.n se gale mil ke bichha.Dnaa
vo shaKHs sadaa dil ke nisaabo.n me.n rahegaa
Ayaz Mahmood Ayaz
Nazm
darwaze ke bahar
kaun-saa dukh kaun-sii raahat
nisaabo.n me.n likhii sachchaa.ii
Noon Meem Danish
Ghazal
'anvar' hame.n to aaj bhii fikr-o-nigaah ke
bosiida ghar mile hai.n nisaabo.n ke shahr me.n
Anwar Minai
Ghazal
zamaane bhar kii kitaabo.n me.n qaid rahtaa huu.n
KHirad ke kohna nisaabo.n me.n qaid rahtaa huu.n
Shariq Jamal
Ghazal
Yusuf Jamal
Ghazal
pa.Dhne ko bahut kuchh hai kitaabo.n ke alaava
kuchh aur pa.Dho yaar nisaabo.n ke alaava
Naz Muzaffarabadi
Ghazal
Tariq Rashid Darvesh
Nazm
ek zabt-shuda poster
lafz nisaabo.n ke qaidii hai.n
ta.abiire.n Dhuu.nDne vaalo!



